Friday, 26 April 2019

Batana hai

Tumhe batana hai,
Nahi hua nahi hai kuch,
Abhi hona hai,
Phir tumhe batana hai
Jaise hone ki zaroorat ho tum
Bina tumhare hona nahi hai
Hona bhi hai
Toh batana kisko hai..